Site menu |
|
|
اپنی شاعڕې؛ غزل ؛ حمد؛ نعت؛کہانیاں وغیرہ اس ویب-سائٹ پر شاٴیع (پوسٹ) کرنا بہت آسان ہے
١) اس ویب-سائٹ پر رجسٹر کریں
٢) "اردو-فورم" سیکشن پر جایئں
٣) اپنی شاعڕې شاٴیع (پوسٹ) کریں
Just 3 simple steps to post your poetry on urdu.ucoz.com
1) Register on urdu.ucoz.com
2) Go to "Urdu-Forum" section.
3) Post your poetry.
|
Main » Allama Iqbaal
Ek Aarzoo Duniyaan ki mehfilon se ukta gaya hoon yarab kya lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho shorish se bhaagta hoon, dil dhoondta hai mera Aaisa sukoot jis per taqreer bhi fida ho marta hoon khamoshi per yeh aarzoo hai meri daman mein koh ke ek chota sa jhonpada ho aazaad fikr se hoon uzlat mein din guzaron duniyan ke gham ka dil se kaanta nikal gaya ho lizzat surood ki ho chidiyon ke chehchahe main chashme ki shorishon mein baja sa baj raha ho gul ki kali chatak kar paigham de kisi ka saghir zara sa goya mujhko jahaan numa ho ho haath ka sarhana, sabze ka ho bichona sharmaye jis mein jalwat, khalwat mein woh ada ho manoos is qadar ho surat se meri bulbul nanhe se dil mein uske khatka na khuch mera ho saff bandhey dono janib botay hare hare
...
Click to read in english »
|
Khudi ho ilm se by Allama Iqbal
|
کلام علامہ اقبال ؛ اقتباس -- kalam alama iqbal, iqtebas
Woh dana-e-subul, khatamur rusul, maula-e-kul* jisne Ghubar-e-rah ko bhaqsha furugh e wadi-e-seena Nigaah-e-ishq o masti main wahi awwal, wohi aakhir Wohi Qur'an, wohi Furq'an, wohi Ya'seen, wohi Ta'ha.
*Salallahu alayhi wasallam - صلى الله عليه و سلم
|
urdu poety - great poetry
Agar kaj ro hain anjum; aasmaan tera hai ya mera mujhe fikr-e-jahaan kyun ho, jahaan tera hai ya mera?
| |
|
|
Urdu-Forum News
|